SONG: Ya Rab Hamari Aah Me Itna Asar Nahi - या रब हमारी आह में

Ya Rab Hamari Aah Me Itna Asar Nahi - या रब हमारी आह में

LYRICS:
ya rab hamaari aah mein itna asar nahin ham unke ho gaye hain ye unko khabar nahin milti hain unse roz hamaari nazar to kya milti hain unse roz hamaari nazar to kya ab jaa ke unke dil mein jhaank aisi nazar nahin ya rab hamaari aah mein itna asar nahin kuchh bhi hai mukhtasar sa hotaa hai baar baar kuchh dil mein un ki yaad hai dard-e-jigar nahin ya rab hamaari aah mein itna asar nahin hamko gila hai rasme mohabbat se har ghadi hamko gila hai rasme mohabbat se har ghadi koyi garaz nahin hai ke dil aur jigar nahin ya rab hamaari aah mein itna asar nahin