SONG: Ya Meri Manzil Bata Ya Jindgi Ko Chhin Le - या मेरी मंज़िल बता या ज़िन्दगी को छीन ले

Ya Meri Manzil Bata Ya Jindgi Ko Chhin Le - या मेरी मंज़िल बता या ज़िन्दगी को छीन ले

LYRICS:
ya meri manjil bata ya jindagi ko chin le ya meri manjil bata ya jindagi ko chin le jiske piche gum lage hai us khushi ko chin le ya meri manjil bata ya jindagi ko chin le de nahi sakta agar aaram ka ek sans bhi de nahi sakta agar aaram ka ek sans bhi paw mere tod de aawargi ko chin le ya meri manjil bata ya jindagi ko chin le jiske piche gum lage ho us khushi ko chin le ya meri manjil bata ya jindagi ko chin le aankh me aasu kaha ro du jo apne hal par aankh me aasu kaha ro du jo apne hal par aa gayi jo apne gum par us hasi ko chin le ya meri manjil bata ya jindagi ko chin le jiske piche gum lage ho us khushi ko chin le ya meri manjil bata ya jindagi ko chin le ya meri manjil bata ya jindagi ko chin le