SONG: Ya Ke Tum Par Meri Jaan Shabab Aa Gaya - या के तुम पर मेरी जान शबाब आ गया

Ya Ke Tum Par Meri Jaan Shabab Aa Gaya - या के तुम पर मेरी जान शबाब आ गया

LYRICS:
ya ya ya o ya ke tum par meri jaan shabab aa gaya ya ke fir mere marne ke din aa gaye ya ke tum par meri jaan shabab aa gaya ya ke fir mere marne ke din aa gaye ya ke tumko apni ki khushi maan lu ya ke aah barne ke din aa gaye ya ke tum par ye najre ye najre jo mujhko diwane kare hai baharo me aise najre kaha dur ho dil ka andhera kabhi asaman me aise sitare kaha ya meri ya meri aarzuo ki kaliya khili ya tumhare sanwarne ke din aa gaye ya ke tum par meri jaan shabab aa gaya ya ke fir mere marne ke din aa gaye tumko dekha tumko dekha kadam dagmagane lage aisi masti fijao me milti nahi in mahakte huye gesuo ki kasam aisi khushbu hawao me milti nahi ya ke duba hua ya ke duba hua hu mai jajbaat me ya tumhare ubharne ke din aa gaye ya ke tum par meri jaan shabab aa gaya ya ke fir mere marne ke din aa gaye ya ke tumko apni ki khushi maan lu ya ke aah barne ke din aa gaye ya ke tum par