SONG: Woh Teri Duniya Nahin - वो तेरी दुनिया नहीं

Woh Teri Duniya Nahin - वो तेरी दुनिया नहीं

LYRICS:
wo teri duniya nahin wo teri mehfil nahin uss taraf mat ja udhar rasta to hai manjil nahin wo teri duniya nahin wo teri mehfil nahin uss taraf mat ja udhar rasta to hai manjil nahin wo teri duniya nahin wo teri mehfil nahin rote teri yaad mein gujarega har sawan mera rote teri yaad mein gujarega har sawan mera jab kahenge log daku ban gaya sajan tera mujh pe kya mujh pe kya mujh pe kya gujaregi tu iss baat se gafil nahin uss taraf mat ja udhar rasta to hai manjil nahin wo teri duniya nahin wo teri mehfil nahin geet bulbul ka hai yeh koyal ki mithi kuk hai geet bulbul ka hai yeh koyal ki mithi kuk hai jindagi hai phul tere hath mein banduk hai tu mera tu mera tu mera sajan hai sajan tu koyi kaatil nahi uss taraf mat ja udhar rasta toh hai manjil nahin woh teri duniya nahin woh teri mehfil nahin har kasam ko todkar har ek wada todkar har kasam ko todkar har ek waada todkar ja raha hai aaj tu nafrat se sabko chhod kar kya meri kya meri kya meri chahat bhi tere pyar ke kabil nahi uss taraf mat ja udhar rasta to hai manjil nahin wo teri duniya nahin woh teri mehfil nahin uss taraf mat ja udhar rasta to hai manjil nahin wo teri duniya nahin woh teri mehfil nahin