SONG: Woh Mujhse Hue Hum Qalam - वो मुझसे हुए हम कलाम

Woh Mujhse Hue Hum Qalam - वो मुझसे हुए हम कलाम

LYRICS:
wo mujh se hue hum kalam allah allah wo mujh se hue hum kalam allah allah kaha main kaha ye maqaam allah allah wo mujh se hue hum kalam allah allah ye rue darksha ye zulfo ke saaye zulfo ke saaye ye humgamaye subaho shaam allah allah wo mujh se hue hum kalam allah allah kaha main kahan ye maqaam allah allah wo mujhse hue hum kalam allah allah wo sehma huaa aansuo ka talatum aansuo ka talatum wo aabe rawa be kharaam allah allah wo mujh se hue hum kalam allah allah kaha main kaha ye maqaam allah allah wo mujhse hue hum kalam allah allah wo zapte sukhan mein labo ke khamoshi labo ki khamoshi nazar ka wo joshe kalaam allah allah wo mujhse hue hum kalam allah allah kaha main kahan ye maqaam allah allah wo mujhse hue hum kalam allah allah allah allah allah allah allah allah allah allah allah allah allah allah