SONG: Woh Dil Hi Nahi Jis Me, Na Ho Chaah Kisi Ki - वो दिल ही नहीं जिसमें ना हो चाह किसी की

Woh Dil Hi Nahi Jis Me, Na Ho Chaah Kisi Ki - वो दिल ही नहीं जिसमें ना हो चाह किसी की

LYRICS:
wo dil hi nahi jis mein na ho chah kisi ki wo aankh nahi jo na take rah kisi ki main in nainan mein sajan tumhe basaau main in nainan mein sajan tumhe basaau main sajani tumko man ka meet banaau main sajani tumko man ka meet banaau mere man ki kali ho usme tum aa jaao mere man ki kali ho usme tum aa jaao jogi banke dhire dhire jogi banke dhire dhire man ke taar bajao man ke taar bajao jogi banke dhire dhire man ke taar bajao phir main paas tihare chori chori aau phir main paas tihare chori chori aau main in nainan mein sajan tumhe basaau main sajani tumko man ka meet banaau jogi jogan milke saajan chal de nadi kinare jogi jogan milke saajan chal de nadi kinare main chhup jaau tum dhundho aau na hath tihare main chhup jaau tum dhundho aau na hath tihare phir main door kahi pe preetam preetam gaau main in nainan mein sajan tumhe basaau main sajani tumko man ka meet banaau