SONG: Woh Ashk Banake Meree Chashmedar Me - वो अश्क मेरी चश्मेदार में

Woh Ashk Banake Meree Chashmedar Me - वो अश्क मेरी चश्मेदार में

LYRICS:
wo ashk banake meri chashmedar mein rehta hai wo ashk banke meri chashmedar mein rehta hai ajib shaks hai pani ke ghar mein rehata hain bhuli bisari yado ki kirano ko sajakar roye hai bhuli bisari yado ki kirano ko sajakar roye hai wo chehara jab yaad aaya ham shamma jalakar roye hai ham shamma jalakar roye hai sath tumhara kya chhuta tha dard se har rishta tuta tha sath tumhara kya chhuta tha dard se har rishta tuta tha ye aansu hai khushi ke aansu tumko pakar roye hai tumko pakar roye hai bhuli bisri yado ki kirano ko sajakar roye hai apai hi majburi thi jo honth hamare khul na sake apani hi majburi thi jo honth hamare khul na sake jab bhi manga khuda se bas hath uthakar roye hai bas hath uthakar roye hai bhuli bisari yado ki kirano ko sajakar roye hai yaad hai ab tak shame judayi wo palake bhi bhigi thi yaad hai ab tak shame judayi wo palake bhi bhigi thi rashid aaj unhi aankho ke khwab sajakar roye hai bhuli bisari yado ki kirano ko sajakar roye hai wo chehara jab yaad aaya ham shamma jalakar roye hai ham shamma jalakar roye hai bhuli bisari yado ki kirano ko sajakar roye hai