SONG: Wo Zindagi Me Aaye - वो जिन्दगी में आये

Wo Zindagi Me Aaye - वो जिन्दगी में आये

LYRICS:
wo jindgi me aaye wo jindgi mein aaye aur aakar chale gaye gulshan mera ujar banakar chale gaye wo jindagi mein aaye aur aakar chale gaye gulshan mera ujar banakar chale gaye main jindagi ka unko samjhati thi sahara samjhati thi sahara tufa mein meri naav fansa kar chale gaye gulshan mera ujar banakar chale gaye jhokha hawa ka tha meri khushiyo ka jamana meri khushiyo ka jamana do char din bahar dikha kar chale gaye gulshan mera ujar banakar chale gaye takdeer se takdeer ka likha na mit sake likha na mit sake ho likha na mit sake apne hi tamnna thi rula kar chale gaye gulshan mera ujar banakar chale gaye wo jindgi me aaye aakar chale gaye gulshan mera ujar banakar chale gaye