SONG: Wo To Chale Gaye Ai Dil Yaad Se Unaki Pyaar Kar - वो तो चले गये ऐ दिल याद से उनकी प्यार कर

Wo To Chale Gaye Ai Dil Yaad Se Unaki Pyaar Kar - वो तो चले गये ऐ दिल याद से उनकी प्यार कर

LYRICS:
wo to chale gaye ai dil yaad se unki pyaar kar wo to chale gaye ai dil yaad se unki pyaar kar jine me kya maza raha maut ka intazaar kar wo to chale gaye ai dil yaad se unki pyaar kar tujhko khushi se kya garaz gam hai tere nasib me tujhko khushi se kya garaz gam hai tere nasib me khushiyo ki aas chhod de gam ko gale ka haar kar jine me kya maza raha maut ka intazaar kar wo to chale gaye ai dil yaad se unki pyaar kar bhul jaa din bahaar ke dekh na khaab pyaar ke bhul jaa din bahaar ke dekh na khaab pyaar ke dil to nisaar kar diya jaan bhi ab nisaar kar jine me kya maza raha maut ka intazaar kar wo to chale gaye ai dil yaad se unki pyaar kar