SONG: Wo Tikhi Nazaro Se Mere Dil Par - वो तीखी नजरों से मेरे दिल पर

Wo Tikhi Nazaro Se Mere Dil Par - वो तीखी नजरों से मेरे दिल पर

LYRICS:
wo tikhi nazro se mere dil par kuch aise bijli gira rahe hai wo tikhi nazro se mere dil par jalan to pahle hi thi magar ab wo dard dil me badha rahe hai jalan to pahle hi thi magar ab wo dard dil me bhada rahe hai wo tikhi nazro se mere dil par kabhi wo aanchal hata rahe hai kabhi wo parda gira rahe hai kabhi wo aanchal hata rahe hai kabhi wo parda gira rahe hai jawab unka hai khub unka jawab unka hai khub unka wo har ada se lubha rahe hai wo har ada se lubha rahe hai wo tikhi nazro se mere dil par nashili aankhe gulabi daure ye madbahare do hansi katore ye madbahare do hansi katore jawani unki zamana unka jawani unki zamana unka jawani unki zamana unka bana rahe hai mita rahe hai bana rahe hai mita rahe hai wo tikhi nazro se mere dil par main unke hatho me aarzu ki wo ek sama hu prem jisko jala jala kar bujha rahe hai jala jala kar bujha rahe hai bujha bujha kar jala rahe hai bujha bujha kar jala rahe hai wo tikhi nazro se mere dil par