SONG: Wo Ruth Gaye Dil Tut Gaya - वो रूठ गये दिल टूट गया

Wo Ruth Gaye Dil Tut Gaya - वो रूठ गये दिल टूट गया

LYRICS:
wo ruth gaye dil tut gayaa duniyaa me hamaaraa koi nahi ai duniyaa waalo ham jaisaa taqadir kaa maaraa koi nahi ab dukh kaa bhanwar hai aur dil hai kashti ko bachana mushkil hai ab dukh kaa bhanwar hai aur dil hai kashti ko bachaanaa mushkil hai majadhaar me maajhi chhod gayaa tufaan hai kinaaraa koi nahi ai duniyaawaalo ham jaisaa taqadir kaa maaraa koi nahi khushiyo kaa zamaanaa bit gaya o ulfat kaa fasaanaa khatm huaa khushiyo kaa zamaanaa bit gaya o ulfat kaa fasaanaa khatm huaa jine ki tamannaa kyaa hogi jine kaa sahaaraa koi nahi wo ruth gaye dil tut gayaa duniyaa me hamaaraa koi nahi ai duniyaawaalo ham jaisaa taqadir kaa maaraa koi nahi