SONG: Wo Rut Badal Gayi Wo Tarana Badal Gaya - वो रुत बदल गई वो तराना बदल गया

Wo Rut Badal Gayi Wo Tarana Badal Gaya - वो रुत बदल गई वो तराना बदल गया

LYRICS:
wo rut badal gaiwo tarana badal gaya tu kya gaye ki hamse jamana badal gaye ye kahte hi gujar gai aagle bahar bhi foolo pe tha jo apna thikana badal gaya tum kya gaye ki hamse jamana badal gaya mai kis tarah sunau tumhe dastaaye dil ankho me ansa aaye fasana badal gaya tum kya gaye ki hamse jamana badal gaya dhundh la chuke hai fool sitare udas hai ab intjaar ka jamana badal gaya tum kya gaye ki hamse jamana badal gaya wo rut badal gaiwo tarana badal gaya tu kya gaye ki hamse jamana badal gaye