SONG: Wo Puchte Rahe Hum Haal-E-Dil Suna Na Sake - वो पूछते रहे हम हाले दिल सुना ना सके

Wo Puchte Rahe Hum Haal-E-Dil Suna Na Sake - वो पूछते रहे हम हाले दिल सुना ना सके

LYRICS:
wo puchhate rahe hum hale dil suna na sake wo puchhate rahe hum hale dil suna na sake jo bat dil me thi afsos lab pe la na sake jo bat dil me thi afsos lab pe la na sake mera sumar hai un jakhmiyo me ulfat ke mera sumar hai un jakhmiyo me ulfat ke jo teer khaye magar jakhme dil dikha na sake jo teer khaye magar jakhme dil dikha na sake wo puchhate rahe hum hale dil suna na sake azab chirag tha armano ka arzu ka chirag azab chirag tha armano ka arzu ka chirag bujha to aisa bujha phir use jala na sake bujha to aisa bujha phir use jala na sake wo puchhate rahe hum hale dil suna na sake wo