SONG: Wo Mehfil Ki Shamma - वो महफ़िल की शम्मा

Wo Mehfil Ki Shamma - वो महफ़िल की शम्मा

LYRICS:
wo mahfil ki shamma ab ya jalna valna chod wo mahfil ki shamma ab ya jalna valna chod himmat hai to aaja aaj brabar ka jod mukabla hai mukabla mukabla hai mukabla mukabla hai mukabla rah na jaye fasla mukabla hai mukabla himmt vimat sekhi vekhi baat purani chod jod brabar ka hai to is jod ka hu mai tod mukabla hai mukabla mukabla hai mukabla mukabla hai mukabla agar hai tujhme hoshla mukabla hai mukabla mukabla humse na karo mukabla mukabla humse na karo nahi to mit jaoge nahi to mit jaoge lutne valo sambhl jao nahi to mit jaoge nahi to mit jaoge kyu ke kyu ke jinki aankh milane se hi sans ukhadti hai jinki sans ukhadti hai chudiyo ke bojh se kalayi mudti hai kalayi mudti hai kajal ke dabav se palak bhi jhapkti hai duptte ke lipatne se kamar lachkati hai dil itna kamjor ke chhipkali se ghabrate hai chuhe ke dar se hi sine se lipat jate hai sine se lipat jate hai jane nahi paye koi lut lo inka kafila mukabla hai mukabla mukabla hai mukabla mukabla hai mukabla mukabla hai mukabla bina hamare tum aavaj na anjam ke ho na anjam ke ho na do kodi ke ho na do kodi ke ho or na kisi bhi kam ke ho kisi bhi kam ke ho kyu ke kyu ke har ek dod me dhokha fareb karte ho dokha fareb karte ho are begairat ho itne phir bhi humpe marte ho phir bhi humpe marte ho kasam khuda kar shadi ke tum fere lete ho magr sahara baho ka haro ko dete ho pada akal pe inke parda parda aaj uthao tum kan pakad kar toba karle aisa sabak sikhao tum aisa sabak sikhao tum aage badke aaj mita do bich ka fasla mukabla hai mukabla mukabla hai mukabla