SONG: Wo Kaun Si Mushkil Hai Jo Na Ho Sake Aasan - वो कौन सी मुश्किल है जो ना हो सके आसान

Wo Kaun Si Mushkil Hai Jo Na Ho Sake Aasan - वो कौन सी मुश्किल है जो ना हो सके आसान

LYRICS:
wo konsi mushkil hai jo na ho sake aasan wo konsi mushkil hai jo na ho sake aasan himmat hai tere sath himmat hai tere sath to fir sath hai bhagwan wo konsi mushkil hai jo na ho sake aasan wo konsi mushkil hai sui se mehel bante hai mitti se bane sona kismat ke satha khelo kismat hai ek khilona sui se mehel bante hai mitti se bane sona kismat ke satha khelo kismat hai ek khilona mehnat hi teri izzat mehnat hi teri shan mehnat hi teri izzat mehnat hi teri shan wo konsi mushkil hai jo na ho sake aasan wo konsi mushkil hai takdir se bichdi hui takdir badal jaye uljhe hue halat ki takdir badal jaye takdir se bichdi hui takdir badal jaye uljhe hue halat ki takdir badal jaye ye hath ki lakire badal sakta hai insan ye hath ki lakire badal sakta hai insan wo konsi mushkil hai jo na ho sake aasan wo konsi mushkil hai jo kam hai kiye ja fal to kabhi milega hai aaj agar kaante kal phul bhi khilega jo kam hai kiye ja fal to kabhi milega hai aaj agar kaante kal phul bhi khilega samay pe kar bharosa samay hai bada balwan samay pe kar bharosa samay hai bada balwan wo konsi mushkil hai jo na ho sake aasan himmat hai tere sath himmat hai tere sath to fir sath hai bhagwan wo konsi mushkil hai jo na ho sake aasan wo konsi mushkil hai