SONG: Wo Kahe Aap Ki Do Chah Ka Inaam - वो कहे आप की दो चाह का इनाम मुझे

Wo Kahe Aap Ki Do Chah Ka Inaam - वो कहे आप की दो चाह का इनाम मुझे

LYRICS:
wo kahe aap ki do chah ka inaam mujhe wo kahe aap ki do chah ka inaam mujhe ab to ek jaam-e-mohabbat hai ye paigam mujhe ab to ek jaam-e-mohabbat hai ye paigam mujhe wo kahe aap ki do chah ka inaam mujhe wo kahe aap chhat gaye ranj-o-musibat ke baraste baadal chhat gaye ranj-o-musibat ke baraste baadal hasta suraj najar aata hai sarebaan mujhe hasta suraj najar aata hai sarebaan mujhe wo kahe aap ki do chah ka inaam mujhe wo kahe aap aarzu ab to jagah ho gayi unke dil me aarzu ab to jagah ho gayi unke dil me aa gaya raas mohabbat me mera naam mujhe aa gaya raas mohabbat me mera naam mujhe wo kahe aap ki do chah ka inaam mujhe wo kahe aap