SONG: Wo Bhuli Dastaan Fir Lo Yaad Aa Gayi (Dance Mix) - वो भूली दास्ताँ लो फिर याद आ गई

Wo Bhuli Dastaan Fir Lo Yaad Aa Gayi (Dance Mix) - वो भूली दास्ताँ लो फिर याद आ गई

LYRICS:
wo bhooli dastaan lo fir yaad aa gayi nazar ke samne ghata si chha gayi nazar ke samne ghata si chha gayi wo bhooli dastaan lo fir yaad aa gayi kaha se fir chale aaye ye bhatke huye shaye ye khuch bule huye nagame jo mere pyar ne gaye ye khuch pichhadi huyi yade ye khuch tute huye sapne praye ho gaye to kya kabhi ye bhi to the apne na jane ense kyo milkar najar sharma gayi wo bhooli dastaan lo fir yaad aa gayi khi rangi zamane the trane hi trane the mager ab puchata hai dil wo din the ya fasane the fakat ek yad hai baki wo khusiya lut gayi lekin dile barbad hai baki kaha thi jindagi meri kaha per aa gayi wo bhooli dastaan lo fir yaad aa gayi