SONG: Wo Bhi Thukrake Chale Jite The Hum Jinke Liye - वो भी ठुकराके चले जीते थे हम जिनके लिए

Wo Bhi Thukrake Chale Jite The Hum Jinke Liye - वो भी ठुकराके चले जीते थे हम जिनके लिए

LYRICS:
wo bhi thukrake chale jite the hum jinke liye maut bhi aati na thi shayad isi din ke liye chin le khushiya meri barbad karta ja mujhe chin le khushiya meri barbad karta ja mujhe bewafa ja or bhi nashad karta ja mujhe bewafa ja or bhi nashad karta ja mujhe chin le khushiya meri barbad karta ja mujhe chin le khushiya meri meri barbadi me likhi hai agar teri khushi meri barbadi me likhi hai agar teri khushi aur ik thokar laga barbad karta ja mujhe bewafa ja or bhi nashad karta ja mujhe chin le khushiya meri aasma bijli gira de aashiyane par mere aasma bijli gira de aashiyane par mere zindagi ki kaid se aazad karta ja mujhe bewafa ja or bhi nashad karta ja mujhe chin le khushiya meri