SONG: Wo Bhi Hai Aadmi - वो भी है आदमी

Wo Bhi Hai Aadmi - वो भी है आदमी

LYRICS:
duniya me julm karta wo bhi hai aadami juilmo sitam se marta wo bhi hai aadami koi mahal me rahke phula nahi samaata galiyon me besahaara aansu koi bahaata sukh chain se jo rahta wo bhi hai aadami dukh sahu ke kuch na kahta wo bhi hai aadami duniya me julm karta wo bhi hai aadami juilmo sitam se marta wo bhi hai aadami ek hai naseeb wala jo paalki me jata aur badnaseeb wo hai jo paalki uthata kaandho ka bhaar banta wo bhi hai aadami bojha uthaake chalta wo bhi hai aadami duniya me julm karta wo bhi hai aadami juilmo sitam se marta wo bhi hai aadami koi jahaa me aaye koi jahaa se jaaye koi khushi manaaye maatam koi manaaye jinda hai jism jiska wo bhi hai aadami murda kafan me lipta wo bhi hai aadmi duniya me julm karta wo bhi hai aadami juilmo sitam se marta wo bhi hai aadami