SONG: Wo Aurat Hai Jo Insano Ki Ye Ijjat Na Hoti - वो औरत है जो इंसानों की ये इज्जत ना होती

Wo Aurat Hai Jo Insano Ki Ye Ijjat Na Hoti - वो औरत है जो इंसानों की ये इज्जत ना होती

LYRICS:
wo aurat hai jo insano ki uchi shaan karti hai jarurat ho to apna pyar bhi kurban karti hai agar sansar me aurat na hoti to insano ki ye ijjat na hoti agar sansar me aurat na hoti to insano ki ye ijjat na hoti jaha wale ne duniya ko racha ke anokha maan duniya ko diya hai magar aurat ki hasti ko bana ke khud apne naam ko ucha kiya hai agar mohabbat ko vo paida na karta to mohabbat ki koi kimat na hoti agar sansar me aurat na hoti to insano ki ye ijjat na hoti agar sansar me aurat na hoti to insano ki ye ijjat na hoti