SONG: Wo Aaye Ghar Me Humare Khuda Ki Kudrat Hai - वो आये घर में हमारे खुदा की कुदरत है

Wo Aaye Ghar Me Humare Khuda Ki Kudrat Hai - वो आये घर में हमारे खुदा की कुदरत है

LYRICS:
wo aaye ghar me humare khuda ki kudrat hai are bhai kabhi hum unko are kabhi apne ghar ko dekhte hai aji ek din ka badshah yu besahara ho gaya ek din ka badshah yu besahara ho gaya ek din ka badshah yu besahara ho gaya jaise ek shadishuda phir se kawara ho gaya jaise ek shadishuda phir se kawara ho gaya char din ki chandani nahi nahi nahi ek din ki chandani ab andheri rat hai ek din ka badshah yu phir tumhara saath hai kal bade aish se kati hogi haye koi motarma mar miti hogi ho kisi ne taz pahnaya hoga kisi ne raksh dikhlaya hoga ruksana hogi phir bhi ha na hogi to phir sultana hogi bhai koi na, bhai koi na jawani dekh ke gulnaro ki yaad aayi to hogi yaro ki lot ke budhu ghar ko aaya hai ghar bhi apna nahi paraya hai aji hum jaha pe mil gaye wo ghar chaubara ho gaya hum jaha pe mil gaye wo ghar chaubara ho gaya ek din ka badshah yu besahara ho gaya jaise ek shadishuda phir se kawara ho gaya are suna hai ek bandar ko mila tha ustara ek din ustara, ek din ustara, ek din nakal usne jo ki hajamat ki to kat gayi gardan kat gayi gardan, kat gayi gardan, kat gayi gardan suna tha ek zahil ko mila tha chandi ka ek lota wo pani pi pi ke usme hua bahut mota, bamb tha chalo achha hai khuda nakhun nahi deta haye nakhun nahi deta nakhun nahi deta nakhun nahi deta nakhun nahi deta nahi to khuja kar wo ganja laal kar leta, laal kar leta aji taaz sar se uth gaya to sar aawara ho gaya taz sar se uth gaya to sar aawara ho gaya ek din ka badshah yu besahara ho gaya jaise ek shadishuda phir se kawara ho gaya afsana sun le pyare ye daagdaar ka har haal me nibhaya maine sath yaar ka machharo ne yu raat kaata haaye khatmalo ne yu khun chata haye jaise aapas ki dushmani ho kahi jaise apna kahi khuda hi nahi aaj tumko bhi ye tadpayenge raat bhar tumpe sitam dhayenge nind tumko bhi nahi aayegi raat bhar nani yaad aaayegi jaise ki vaisi hi bharo tum bhi ab hawalat me maro tum bhi jalo tum sado tum o are raat bhar me dekh kya naksha hamara ho gaya rat bhaar me dekh kya naksha hamara ho gaya jaise ek shadishuda phir se kawara ho gaya ek din ka badshah yu besahara ho gaya jaise ek shadishuda phir se kawara phir se kawara, phir se kawara phir se kawara, phir se kawara, phir se kawara phir se kawara, phir se kawara, phir se kawara