SONG: Wo Aaj Apni Mehfil Me Aaye Huye Hai - वो आज अपनी महफ़िल में आये हुए है

Wo Aaj Apni Mehfil Me Aaye Huye Hai - वो आज अपनी महफ़िल में आये हुए है

LYRICS:
wo aaj apni mahfil me aaye hue hai jo kotho ki ronak badhye hue hai jo kotho ki ronak badhye hue hai jo dukan apni sajaye hue hai gali or kuche basaye hue hai wo aaj apni mahfil me aaye hue hai jo ghunghru ki payal ki jhankar lekar kuch inkar lekar kuch karar lekar jara saudabaji ki takrar lekar nigaho me bijli chupaye hue hai wo aaj apni mahfil me aaye hue hai hai apna banane ke andaz sare ye kesu ye chitwan adaye ishare mila jo bhi usse kaha hai tumhare are ye dhokha hai jo hum bhi khaye hue hai wo aaj apni mahfil me aaye hue hai ye kotho ki malika ye kucho ki rani ye bazar ke manchalo ki jawani ye kotho ki malika ye kucho ki rani ye bazar ke manchalo ki jawani ye aashik mizazo ki rangin kahani are sitam sari dunia pe dhaye hue hai wo aaj apni mahfil me aaye hue hai