SONG: Waqt Waqt Ki Baat - वक्त वक्त की बात

Waqt Waqt Ki Baat - वक्त वक्त की बात

LYRICS:
kal tak mai akela tha aaj jamana sath hai waqt waqt ki bat hai waqt waqt ki bat hai kal tak mai akela tha aaj jamana sath hai waqt waqt ki bat hai waqt waqt ki bat hai jab itna mashur na tha yaro mera nam tab pani na milta tha ab milte hai jaam kal ye rat andheri thi aaj suhani rat hai waqt waqt ki bat hai waqt waqt ki bat hai sunkar meri bato ko hai dunia hairan dekhte rah gaye sab maine mar liya maidan kal dil me virani thi aaj magar barat hai waqt waqt ki bat hai waqt waqt ki bat hai aaj tu janegi mujhko aye mere mahbub bhola bhala hu lekin aadmi hu mai khub kal tha jiska intzar aaj wo mulakat hai waqt waqt ki bat hai waqt waqt ki bat hai kal tak mai akela tha aaj jamana sath hai waqt waqt ki bat hai waqt waqt ki bat hai