SONG: Waqt Ke Jungle Me Khoya Hai Ek Banjara - वक़्त के जंगल में खोया है एक बंजारा

Waqt Ke Jungle Me Khoya Hai Ek Banjara - वक़्त के जंगल में खोया है एक बंजारा

LYRICS:
waqt ke jungle mein khoya hai ek banjara ek banjara waqt ke jungle mein khoya hai ek banjara ghoome galiyon mein gol gol zindagi mile jo bhi lage zara zara ajnabee ghoome galiyon mein gol gol zindagi mile jo bhi lage zara zara ajnabee aur nazrein dhoondhe raah dikhaane wala sitaara waqt ke jungle mein khoya hai ek banjara kadam kadam yeh dam badam sawalon mein khoya chala jaaye kadam kadam yeh dam badam sawalon mein khoya chala jaaye hai sawalon mein khoya andheron mein dooba sawalon mein khoya andheron mein dooba chala jaaye hai chala jaaye hai chala jaaye hai phire tanha musaafiron sa ghamzada sune raat bhar aahaton ki yeh sada aur raat kahe subha na aayegi dobaara waqt ke jungle mein khoya hai ek banjara.