SONG: Wallah Kya Nazara Hai Mausam Bada Pyara Hai - वल्लाह क्या नज़ारा है मौसम बड़ा प्यारा है

Wallah Kya Nazara Hai Mausam Bada Pyara Hai - वल्लाह क्या नज़ारा है मौसम बड़ा प्यारा है

LYRICS:
wallah kya nazara hai mausam bada pyara hai wallah kya nazara hai mausam bada pyara hai oye kya bat hai aisa tamasha yahi maine dekha kahi maine dekha nahi wallah kya nazara hai mausam bada pyara hai oye kya bat hai aisa tamasha yahi maine dekha kahi maine dekha nahi chote bacho ko sikhana bada asan hai bade bacho ko sikhaye kis tarah diwano ko samjhaye to bade sokh se sayano ko samjhaye kis tarah o logo aao tum bhi dekho aisa tamasha yahi maine dekha kahi maine dekha nahi wallah kya nazara hai mausam bada pyara hai hai aisa tamasha yahi maine dekha kahi maine dekha nahi jhutha or kacha har rishta jahan ka tute to bas ho jaye dusmani sacha or pakka ek rishta hai pyar ka nam jiska hai dosti jhutha or kacha har rishta jahan ka tute to bas ho jaye dusmani sacha or pakka ek rishta hai pyar ka nam jiska hai dosti jisne dekha wo ye bola aisa tamasha yahi maine dekha kahi maine dekha nahi wallah kya nazara hai mausam bada pyara hai aisa tamasha yahi maine dekha kahi maine dekha nahi ghar walo se to achha ye mehman hai rutho ko jisne mana diya kaisi pyari iske danto pe muskan hai rote huo ka jisne hasa diya sabhi gao milke tarana sabhi gao milke tarana aisa tamasha yahi maine dekha kahi maine dekha nahi wallah kya nazara hai mausam bada pyara hai aisa tamasha yahi maine dekha kahi maine dekha nahi wallah kya nazara hai mausam bada pyara hai oye kya bat hai aisa tamasha yahi maine dekha kahi maine dekha nahi