SONG: Wallaa Wallaa Masha Allah - वल्ला वल्ला माशा अल्लाह

Wallaa Wallaa Masha Allah - वल्ला वल्ला माशा अल्लाह

LYRICS:
chehra irani (wah bhai wah) naache afghani (wah bhai wah) nazre shaitani (wah bhai wah) julfe mastani (wah bhai wah) lachke tufani (wah bhai wah) nahkre sultani (wah bhai wah) rangat roohani (wah bhai wah) husnela paani (wah bhai wah) wah re malang tera naam ho gaya charcha tera sare-aam ho gaya walla walla, oo mashallah, oo gul afshani walla walla walla walla, oo mashallah, oo tu noorani walla walla khanjar aadayein,(haaye) nastar nigaahein gustaakh aashiq bechare ye mar na jaaye tu laajawabi,(haaye) dhaak nawabi dil ko katar dega tera ye rang rubabi main hu nasha, main lab kusha ek vaari pee le tu aaye maza mashaallah! zikar-e-jubaan mein tu hai har ek bayaan mein tu hai dil ke makaan mein tu hai tu hai nasha, tu hai maja ek vaari peene mein kya hai khata? duba-duba-duba-duba main teri adayon mein duba-duba-duba-duba dil mast nigahon mein loota-loota-loota-loota haye tune dil loota karde inayat ae huzum-ae-mehbuba walla walla, oo mashallah, oo gul afshani walla walla walla walla, oo mashallah, oo tu noorani walla walla khuda hafiz!