SONG: Wah Wah Re Teri Chaal Kabhi Left Kabhi Right - वाह वाह रे तेरी चल कभी लेफ्ट कभी राईट

Wah Wah Re Teri Chaal Kabhi Left Kabhi Right - वाह वाह रे तेरी चल कभी लेफ्ट कभी राईट

LYRICS:
chal beta left chal beta right chal beta left chal beta right wah wah re teri chaal kabhi left kabhi right yaron ka bura haal kabhi left kabhi right wah wah re teri chaal kabhi left kabhi right yaron ka bura haal kabhi left kabhi right chalta hai kitni shaan se masti me jhumta batein hawa se karta hai badal ko chumta chalta hai kitni shaan se masti me jhumta batein hawa se karta hai badal ko chumta nahkre bhi hain kamal kabhi left kabhi right yaron ka bura haal kabhi left kabhi right wah wah re teri chaal kabhi left kabhi right yaron ka bura haal kabhi left kabhi right surat banane wale ne achi banai hai is par aji janab ka gussa duhigh hai surat banane wale ne achhi banai hai is par aji janab ka gussa to high hai hai gaal laal laal kabhi left kabhi right hai gaal laal laal kabhi left kabhi right yaron ka bura haal kabhi left kabhi right wah wah re teri chaal kabhi left kabhi right yaron ka bura hal kabhi left kabhi right achi nahi hai rah me itni chatak matak chalna ji dekh bhaal ke kachi hai ye sadak achi nahi hai rah me itni chatak matak chalna ji dekh bhaal ke kachi hai ye sadak gir jaye na sambhal kabhi left kabhi right yaron ka bura haal kabhi left kabhi right wah wah re teri chaal kabhi left kabhi right yaron ka bura haal kabhi left kabhi right