SONG: Wah Re Wah Re Wah Re Bambai - वाह रे वाह रे वाह रे बम्बई

Wah Re Wah Re Wah Re Bambai - वाह रे वाह रे वाह रे बम्बई

LYRICS:
jiska juta usi ka sar dil hai chhota bada shehar are wah re wah re teri bambai khaya dhokha gaye jidhar dekho kismat fase kidhar are wah re wah re teri bambai aake yaha kya mil gaya jeb kati aur dil gaya rang tere is shehar ke dekh kaleja hil gaya aake yaha kya mil gaya jeb kati aur dil gaya rang tere is shehar ke dekh kaleja hil gaya mal na sahi jaan to bchi bhag bhag mistar jiska juta usi ka sar dil hai chhota bada shehar are wah re wah re teri bambai nain fire kis aan se sath hai kuta shan se janwar se to pyar hai pyar nahi insan se nain fire kis aan se sath hai kuta shan se janwar se to pyar hai pyar nahi insan se dekh najani ham bhi hai hasin itna naj na kar jiska juta usi ka sar dil hai chhota bada shehar are wah re wah re teri bambai paas mein motar car ho bank mein tis hazar ho pyar yaha sab kijiye mal ye jab sarkar ho paas mein motar car ho bank mein tis hazar ho pyar yaha sab kijiye mal ye jab sarkar ho na to sut hai na to but hai dekh pyar se dar jiska juta usi ka sar dil hai chhota bada shehar are wah re wah re teri bambai khaya dhokha gaye jidhar dekho kismat fase kidhar are wah re wah re teri bambai aake yaha kya mil gaya jeb kati aur dil gaya rang tere is shehar ke dekh kaleja hil gaya mal na sahi jaan to bchi bhag bhag mistar jiska juta usi ka sar dil hai chhota bada shehar are wah re wah re teri bambai khaya dhokha gaye jidhar dekho kismat fase kidhar are wah re wah re teri bamai