SONG: Wah Re Dildaar Banke Tumpe Mai Kurbaan - वाह रे दिलदार बांके तुमपे मैं कुर्बान

Wah Re Dildaar Banke Tumpe Mai Kurbaan - वाह रे दिलदार बांके तुमपे मैं कुर्बान

LYRICS:
wah re dildar banke tumpe mai kurban sabu wah re dildar banke tumpe mai kurban sabu la la ke jaan wai wai tumpe mai kurban sabu la la ke jaan wai wai tumpe mai kurban sabu tumpe kurban wai wah re dildar banke sabu tumpe kurban wai wah re dildar banke sabu jis din dil kam aaya rangin paigam aaya har sukh khumar chhaya mehfil me zam aaya unko bhi nind aayi kaisa mukam aaya jinki thi yaad aayi unka salam aaya chuma wah re dildar banke tumpe mai kurban sabu uche dildar banke tumpe mai kurban sabu la la ke jaan wai wai tumpe mai kurban sabu la la ke jaan wai wai tumpe mai kurban sabu tumpe kurban wai wah re dildar banke sabu tumpe kurban wai wah re dildar banke sabu khawabo ka yaar aaya mera sehtar aaya aankho ka chain aaya dil ko karar aaya mere jaha ka wo parvar dhikar aaya jab wo karib aaya apne se pyar aaya wah re dildar banke tumpe mai kurban sabu uche dildar banke tumpe mai kurban sabu la la ke jaan wai wai tumpe mai kurban sabu la la ke jaan wai wai tumpe mai kurban sabu tumpe kurban wai wah re dildar banke sabu tumpe kurban wai wah re dildar banke sabu gwalan chatki mohe lgan lagi natkhat ki gwalan chatki mohe lgan lagi natkhat ki mai gwalan chatki mohe lgan lagi natkhat ki itna to bata de mujhko tu mera kya lage re tu mera kya lage re tu mera kya lage re gori ke chhote se dil me lakho arma jage re abhi se ye hal hai tumhara phir kya hoga aage re gwalan chatki mohe lgan lagi natkhat ki mai gwalan chatki mohe lgan lagi natkhat ki gwalan chatki mohe lgan lagi natkhat ki man me kyu ye dard hai mitha kyu naina sharmaye re kyu naina sharmaye re kyu naina sharmaye re milte hi koi begana kyu apna ban jaye re naina bich bhatak gayi gori koi rah dikhaye gwalan chatki mohe lgan lagi natkhat ki mai gwalan chatki mohe lgan lagi natkhat ki gwalan chatki mohe lgan lagi natkhat ki