SONG: Wah Chale Jaye Mohabbat Ka - वो चलें जाए मोहब्बत का ये दस्तूर नहीं

Wah Chale Jaye Mohabbat Ka - वो चलें जाए मोहब्बत का ये दस्तूर नहीं

LYRICS:
wo chale jaye mohabbat ka ye dastur nahi jate jate jo wo palat aaye to kuch dur nahi yahi apni rahat, yahi zindagi hai tumhari khushi me humari khushi hai yahi apni rahat, yahi zindagi hai tumhari khushi me humari khushi hai wo jate hai jaye main hu sath unke wo jate hai jaye main hu sath unke wafa meri kadmo se lipti huyi hai wafa meri kadmo se lipti huyi hai lipti huyi hai yahi apni rahat, yahi zindagi hai tumhari khushi me humari khushi hai wo hai saamne jagmagate hai arma o wo hai saamne jagmagate hai arma humari mohabbat ki duniya yahi hai humari mohabbat ki duniya yahi hai duniya yahi hai yahi apni rahat, yahi zindagi hai tumhari khushi me humari khushi hai yahi apni rahat, yahi zindagi hai tumhari khushi me humari khushi hai