SONG: Wah Bhola Balam Kya Jane - वो भोला बालम क्या जाने

Wah Bhola Balam Kya Jane - वो भोला बालम क्या जाने

LYRICS:
wo bhola balam kya jane wo bhola balam kya jane kyun birhan jiwan hoti hai kyun birhan jiwan hoti hai kyun dasha ye uski hoti hai kyun dasha ye uski hoti hai kyun sama rat bhar roti hai kyun sama rat bhar roti hai kyun sama rat bhar roti hai kyun jal jate hai parwane kyun jal jate hai parwane wo bhola balam kya jane wo bhola balam kya jane kyun koyal kuk sunati hai kyun koyal kuk sunati hai kyun pawan ghumati aati hai kyun pawan ghumati aati hai kyun kali phul ban jati hai kyun kali phul ban jati hai kyun bulbul gati hai gane kyun bulbul gati hai gane wo bhola balam kya jane wo bhola balam kya jane