SONG: Wagairah Wagairah - वगराह वगराह

Wagairah Wagairah - वगराह वगराह

LYRICS:
saamne main hoon saamne tu man mein chupa jo kaise kahu choti si khwaahish aur justaju man mein daba jo kaise byan karu tere aane se tham jati hai zameen ruk jata hai jaha ladkhadati hai zuban tere aane se ha tere aane se bhool jaata ho main sabaa wagairah wagairah khaamoshi cheez hai badi badtameez hai bin bole bhi karti hai ye sab byaan dil ke daraaz mein choti kitaabo mein likha hai sab kuch par wo kaise kahu tere aane se tham jaati hai zameen ruk jaata hai jaha ladkhadati hai zubaan tere aane se ha tere aane se bhool jaata ho main sabaa wagairah wagairah wagairah wagairah wagairah wagairah wagairah wagairah