SONG: Wafaye Hamari Na Tum Aazmana - वफाए हमारी ना तुम आज़माना ना तुम आज़माना

Wafaye Hamari Na Tum Aazmana - वफाए हमारी ना तुम आज़माना ना तुम आज़माना

LYRICS:
wafaye hamari na tum azmaana na tum azmaana na badalenge hum chahe badle zamaana badle zamaana wafaye hamari na tum azmaana na tum azmaana na badalenge hum chahe badle zamaana badle zamaana wafaye hamari nahi aasan rasme hai mohabbat nibhana nahi aasan rasme hai mohabbat nibhana abhi tumne shayd nahi humko jana abhi tumne shayd nahi humko jana nigahe mila ke njar na churana nigahe mila ke njar na churana na badalenge hum chahe badle zamaana badle zamaana wafaye hamari nahi dil me cheda gaya hai tarana nahi dil me cheda gaya hai tarana tumhari jubaan par humara fasana tumhari jubaan par humara fasana ye raate ye baate ye mosam suhana ye raate ye baate ye mosam suhana na bhulenge hum bhi na tum bhul jana na bhulenge hum bhi na tum bhul jana na badalenge hum chahe badle zamaana badle zamaana wafaye hamari kya wafa ka hamari nahi aitbaar sirf do din ka hai ye jwani ka pyar hum jawani bhi kar denge tum par nisaar kya kroge btao ager dil na maana dil to phale hi se hai najar ka nishana dil to phale hi se hai najar ka nishana na badalenge hum chahe badle zamaana badle zamaana wafaye hamari wafaye hamari na tum azmaana na tum azmaana na badalenge hum chahe badle zamaana badle zamaana wafaye hamari na tum azmaana na tum azmaana na badalenge hum chahe badle zamaana badle zamaana wafaye hamari