SONG: Wafaye Dekh Li Patthar Jigar Zalim Zamane Ki - वफ़ाएं देख लीं पत्थर जिगर ज़ालिम ज़माने की

Wafaye Dekh Li Patthar Jigar Zalim Zamane Ki - वफ़ाएं देख लीं पत्थर जिगर ज़ालिम ज़माने की

LYRICS:
wafayein dekh li patthar jigar zalim zamane ki kasam khai hai ab humne kisi se dil lagane ki sab pyar ki bate karte hai par karna aata pyar nahi hai matlab ki duniya sari yahan koi kisi ka yaar nahi kisi ko sachha pyar nahi sukh me sab a-a kar apne, rishte-nate hai batlate rishte-nate hai batlate bure dino me dekha humne, ankh bacha kar hai jate ankh bacha kar hai jate thokar kha kar sambhalane vale jit hai teri haar nahi hai matlab ki duniya sari yahan koi kisi ka yaar nahi kisi ko sachha pyar nahi ai bande bhagvan se dar ai bande bhagvan se dar, insan se mat dar muhar lagi hai uski tere, haq ke dane-dane par haq ke dane-dane par uski marzi bina tere chubh sakta koi khar nahi hai matlab ki duniya sari yahan koi kisi ka yaar nahi kisi ko sachha pyar nahi