SONG: Wafa Ki Rah Me Mar Kar Tumhe Dikha Dunga - वफ़ा की राह में मर कर तुम्हें दिखा दूँगा

Wafa Ki Rah Me Mar Kar Tumhe Dikha Dunga - वफ़ा की राह में मर कर तुम्हें दिखा दूँगा

LYRICS:
wafa ki rah me mar kar tumhe dikha dunga wafa ki rah me mar kar tumhe dikha dunga tumhari mang sitaro se mai saja dunga wafa ki rah me mar kar tumhe dikha dunga tum aisa phul jisko gulab kahte hai tum aisa phul jisko gulab kahte hai tum aisa roop ho hum aaftab kahte hai tumhare pyar me ye jindagi luta dunga tumhari mang sitaro se mai saja dunga wafa ki rah me mar kar tumhe dikha dunga mai apne hath se dulhan tumhe banaunga mai apne hath se dulhan tumhe banaunga tumahri mang me sindur bhi sjaunga ye mera pyar kaha tak hai mai dikha dunga tumhari mang sitaro se mai saja dunga wafa ki rah me mar kar tumhe dikha dunga wafa ki rah me mar kar tumhe dikha dunga