SONG: Wafa Humne Ki Thi - वफ़ा हमने की थी

Wafa Humne Ki Thi - वफ़ा हमने की थी

LYRICS:
badnaam ho raha hai ab ishq ka fasana badnaam ho raha hai ab ishq ka fasana rasme wafa na jane rasme wafa na jane ye bewafa jamana badnaam ho raha hai ab ishq ka fasana kahte hai ishq jisko jindgi ki baaji kahte hai ishq jisko jindgi ki baaji koi khel to nahi duniya mein dil lagana koi khel to nahi duniya mein dil lagana rasme wafa na jane rasme wafa na jane ye bewafa jamana badnaam ho raha hai ab ishq ka fasana mushkil nahi hai koi wada wafa ka karna mushkil nahi hai koi wada wafa ka karna mushkil bahut hai lekin karke use nibhana mushkil bahut hai lekin karke use nibhana rasme wafa na jane rasme wafa na jane ye bewafa jamana badnaam ho raha hai ab ishq ka fasana