SONG: Wada Nahi Karte Kisi Se - वादा नहीं करतें किसी से

Wada Nahi Karte Kisi Se - वादा नहीं करतें किसी से

LYRICS:
kise kehte hai shikwa aur kise fariyad kehte hai nahi saheb nahi humko mubarakbaad kehte hai sitam bhi aapka kuch kam nahi hai ek nawazish hai magar hum badnaisbo ki magar hum badnaisbo ki fakat itni gujarish hai gujarish hai gujarish hai ke wada nahi nahi nahi wada nahi nahi nahi wada nahi aahe nahi nahi wada nahi karte kisi se wada nahi wada nahi karte kisi se wada nahi, karte hai to nibhate hai bhai wada nahi karte kisi se wada nahi wada kisi se karna wada kisi se karna aur ho kisi ka jana jana wada nahi karte kisi se wada nahi wada kisi se karna aur ho kisi ka jana ye kam nahi hai jalim jalim dastur ashiqana wada nahi karte kisi se wada nahi karte hai to nibhate hai bhai wada nahi wada nahi karte kisi se wada nahi karte kisi se wada nahi ye kissa hai purana gaya gujra zamana kabhi tum the humare kabhi hum the tumahre hui gairo si yari jagah thi jo humari wo tumne cheen li hai badi toheen ki hai kinare lake duboye hume tumne duboya agar tum bewafa ho magar tum bekhata ho? hui ye bhul humse hume marna tha gam se zinda agar rahenge duniya se ye kahenge mar jana zehar kha ke lekin na dil lagana o jana wada nahi karte kisi se wada nahi karte hai to nibhate hai bhai wada nahi karte kisi se wada nahi nahi nahi wada nahi karte kisi se wada nahi sabab humne na jana bana kar tum bahana taluk tod aaye seher wo chhod aaye nai duniya basa li nai mehfil saja li khabar bheji na chithi bani sab dhul mitti tumahri berukhi se sharafat ki kami se hua ye pyar ruswa sare bazar ruswa nazar humse milao kare hum kya batao sajde me sar jhukaya rutha khuda manaya tum ase humse ruthe ruthe mushkil hua manana wada nahi karte kisi se wada nahi nahi nahi wada nahi karte kisi se wada nahi nahi nahi wada nahi karte kisi se wada nahi nahi nahi wada nahi karte kisi se wada nahi