SONG: Waakeyi - वाकई

Waakeyi - वाकई

LYRICS:
logon se sunte the ab khud yeh dekha hai waakeyi hairat pyaar mei duniya ye kehti thi ab khud yeh jaana hai waakeyi hairat pyaar mei ho sabko bulata hai aur kusphusata hai waakeyi khasa pyaar yeh logon se sunte the ab khud yeh dekha hai waakeyi hairat pyaar mei badi shararat isme dilon ki aahat isme sabhi salaamat hote pyaar mei badi hi raahat isme teri ibaadat isme sabhi salaamat hote pyaar mei sapne jagata hai jaadu dikhata hai waakeyi khasa pyaar yeh sabko bulata hai aur kusphusata hai waakeyi hairat pyaar mei logon se sunte the ab khud yeh dekha hai waakeyi hairat pyaar mei ho waakeyi hairat pyaar mei lagi jo isme dubki nikal padi phir uski badi kameeni aadat pyaar yeh ajoobi harkat iski, pairon tale zameen khiski laga hai palle jiske pyaar yeh ho isme shaitaani hai, thodi manmaani hai waakeyi khasa pyaar yeh aisi sawaari hai ab jaan ki baari hai waakeyi hairat pyaar me logon se sunte the ab khud yeh dekha hai waakeyi hairat pyaar mei hey he waakeyi hairat pyaar mei ho waakeyi hairat pyaar mei