SONG: Vo Raat Din Vo Shaam Ki Guzari Hui Kahaniya - वो रात दिन वो श्याम की गुज़री हुई कहानियाँ

Vo Raat Din Vo Shaam Ki Guzari Hui Kahaniya - वो रात दिन वो श्याम की गुज़री हुई कहानियाँ

LYRICS:
vo raat din vo shyaam ki guzari hui kahaaniyaan vo raat din vo shyaam ki guzari hui kahaaniyaan jo tere ghar me chhod di pyaar ki sab nishaaniyaan vo raat din vo shyaam ki guzari hui kahaaniyaan sabr-o-qaraar chhin gayaa, ghar thaa so vo bhi lut gayaa sabr-o-qaraar chhin gayaa, ghar thaa so vo bhi lut gayaa yaad rahegi umr bhar aap ki meharbaaniya vo raat din vo shyaam ki guzari hui kahaaniya jo tere ghar me chhod di pyaar ki sab nishaaniya aaye bhi aur chale gaye din mere bahaar ke aaye bhi aur chale gaye din mere bahaar ke ab hai khizaa ki god me roti hui javaaniyaan vo raat din vo shyaam ki guzari hui kahaaniyaan jo tere ghar me chhod di pyaar ki sab nishaaniyaan vo raat