SONG: Vo Paas Aa Rahe Hain, Hum Dur Jaa Rahe Hain - वो पास आ रहे हैं, हम दूर जा रहे हैं

Vo Paas Aa Rahe Hain, Hum Dur Jaa Rahe Hain - वो पास आ रहे हैं, हम दूर जा रहे हैं

LYRICS:
wo paas aa rahe hai, ham dur ja rahe hai apni khushi se apni dunia luta rahe hai apni khushi se apni dunia luta rahe hai aankhe bhi ro rahi hai, dil bhi tadap raha hai dil bhi tadap raha hai aur wo samajh rahe hai ham muskura rahe hai apni khushi se apni duniya luta rahe hai apni khushi se apni duniya luta rahe hai bedard hai zamana, majbur hai muhabbat majbur hai muhabbat manzil pe aake wapas manzil se ja rahe hai apni khushi se apni duniya luta rahe hai apni khushi se apni duniya luta rahe hai o dur jane wale o dur jane wale, tujh ko khabar nahi hai o dur jane wale, tujh ko khabar nahi hai ham ruth kar khushi se gham ko mana rahe hai apni khushi se apni duniya luta rahe hai apni khushi se apni duniya luta rahe hai