SONG: Vo Jo Ham Me Tum Me Qaraar Tha - वो जो हम में तुम में करार था

Vo Jo Ham Me Tum Me Qaraar Tha - वो जो हम में तुम में करार था

LYRICS:
wo jo hum me tum me qaraar tha tumhe yaad ho ke na yaad ho wo jo hum me tum me qaraar tha tumhe yaad ho ke na yaad ho wahi yaani wada wahi yaani wada, nibaah ka tumhe yaad ho ki na yaad ho wahi yaani wada wo naye gile wo shiqaayate wo maze maze ki hiqaayate wo naye gile wo shiqaayate wo maze maze ki hiqaayate wo har ek baat pe ruthna tumhe yaad ho ki na yaad ho wo har ek baat pe ruthna tumhe yaad ho ki na yaad ho wo jo hum me tum me kabhi hum me tum me bhi chaah thi kabhi humse tumse bhi raah thi kabhi hum me tum me bhi chaah thi kabhi humse tumse bhi raah thi kabhi hum bhi tum bhi the aashna tumhe yaad ho ki na yaad ho kabhi hum bhi tum bhi the aashna tumhe yaad ho ki na yaad ho wo jo hum me tum me jise aap ginte the aashna jise aap kahte the baawafaa jise aap ginte the aashna jise aap kahte the baawafaa mai wahi hun momin e mubtila tumhe yaad ho ki na yaad ho mai wahi hun momin e mubtila tumhe yaad ho ki na yaad ho wo jo hum me tum me qaraar tha tumhe yaad ho ke na yaad ho wo jo hum me tum me