SONG: Vo Ham Na The Vo Tum Na The Vo Rahaguzar Thi Pyaar Ki - वो हम ना थे वो तुम ना थे, वो रहगुज़र थी प्यार की

Vo Ham Na The Vo Tum Na The Vo Rahaguzar Thi Pyaar Ki - वो हम ना थे वो तुम ना थे, वो रहगुज़र थी प्यार की

LYRICS:
wo hum na the wo tum na the wo hum na the wo tum na the, wo rahguzar thi pyar ki luti jaha pe bewajah palki bahar ki, palki bahar ki wo hum na the wo tum na the ye khel tha nasib ka ye khel tha nasib ka, na hans sake na ro sake na tur par pahunch sake, na dar par hi so sake kahani kisse ye kahe kahani kisse ye kahe chadhav ki utar ki luti jaha pe bewajah palki bahar ki, palki bahar ki wo hum na the wo tum na the tumhi the mere rahnuma, tumhi the mere humasafar tumhi the meri roshani, tumhi ne mujhko di nazar, di nazar bina tumhare zindagi bina tumhare zindagi shama hai ek mazar ki luti jaha pe bewajah palki bahar ki, palki bahar ki wo hum na the wo tum na the ye kon sa muqam hai ye kon sa muqam hai falak nahi zami nahi ke shab nahi sahar nahi, ke gam nahi khushi nahi kaha ye leke aa gayi kaha ye leke aa gayi hawa tere dayar ki luti jaha pe bewajah palki bahar ki, palki bahar ki wo hum na the wo tum na the guzar rahi hai tumpe kya banake humko dar-b-dar ye soch kar udas hu, ye soch kar hai chashm tar, chashm tar na chot hai ye phul ki na chot hai ye phul ki, na khalish hai ye khar ki luti jaha pe bewajah palki bahar ki, palki bahar ki palki bahar ki, palki bahar ki