SONG: Vo Chale Jhatak Ke Daaman Meri Aarazu Mitaa Ke - वो चले झटक के दामन मेरी आरज़ू मिटा के

Vo Chale Jhatak Ke Daaman Meri Aarazu Mitaa Ke - वो चले झटक के दामन मेरी आरज़ू मिटा के

LYRICS:
vo chale han vo chale vo chale jhatak ke daman meri arazu mita ke mita ke vo chale han vo chale vo chale jhatak ke daman meri arazu mita ke mita ke mera dil vo le gae hai mujhe rah me bitha ke bitha ke vo chale koi unse itna kah de mai unhi ka ho chuka hun mai unhi ka ho chuka hun koi unse iana kah de mai unhi ka ho chuka hun mai unhi ka ho chuka hun unhe kya milega akhir mujhe is tarah jala ke jala ke vo chale han vo chale vo chale jhatak ke daman meri arazu mita ke mita ke mera dil vo le gae hai mujhe rah me bitha ke bitha ke vo chale na bujhegi badlo se na bujhegi ansuo se na bujhegi ansuo se na bujhegi badlo se na bujhegi ansuo se na bujhegi ansuo se mere dil ki dhadkano me gae aag jo laga ke laga ke vo chale han vo chale ye qadam bahak rahe hai mujhe do koi sahara mujhe do koi sahara ye qadam bahak rahe hai mujhe do koi sahara mujhe do koi sahara vo nazar-nazar se mujhko gae jane kya pila ke pila ke vo chale han vo chale vo chale jhatak ke daman meri arazu mita ke mita ke mera dil vo le gae hai mujhe rah me bitha ke bitha ke vo chale