SONG: Vo Bijli Hain Ham Shola, Aaj Na Jaane Kya Hoga - वो बिजली हैं हम शोला, आज ना जाने क्या होगा

Vo Bijli Hain Ham Shola, Aaj Na Jaane Kya Hoga - वो बिजली हैं हम शोला, आज ना जाने क्या होगा

LYRICS:
wo bijli hai ham shola, aaj na jaane kya hoga chaand se takkar suraj ki, lo aaya din qayamat ka ho ho ho yaaron husn ki ishk se ye pehli mulaqaat hai aa ha ha vallaah kya baat hai oh ho ho vallaah kya baat hai, kya baat hai vo bijli hai ham shola, aaj na jaane kya hoga chaand se takkar suraj ki, lo aaya din qayamat ka ho ho ho yaaron husn ki ishk se ye pahali mulaqaat hai aa ha ha vallaah kya baat hai oh ho ho vallaah kya baat hai, kya baat hai hote hai kaafir yu to, allaah-allaah kehte hai dilbar jinko dil ko uda le has ke, tauba-tauba aata hai jaadu inko lekin humse jo aankh mili to, kha gaye vo bhi chakkar sab naaz vo apne bhul gaye, aur bhul gaye sab akad unko paani pina pada, ye hai naazuk vaqt bada chaand se takkar suraj ki, lo aaya din qayamat ka ho ho ho yaaron husn ki ishk se ye pehli mulaqaat hai aa ha ha vallaah kya baat hai oh ho ho vallaah kya baat hai, kya baat hai aisi bhi kya madhoshi, dekho-dekho hosh nahi anchal ka kahati hai saaf nigaahe, allaah kasam haal bura hai dil ka hai baat abhi to aankho tak, aage zaalim kya hoga jab dil ko chhu legi najar, jaane aalam kya hoga chaand se takkar suraj ki, lo aaya din qayamat ka ho ho ho yaaro husn ki ishk se ye pehli mulaqaat hai aa ha ha vallaah kya baat hai oh ho ho vallaah kya baat hai, kya baat hai vo bijli hai ham shola, aaj na jaane kya hoga chaand se takkar suraj ki, lo aaya din qayaamat ka ho ho ho yaaron husn ki ishk se ye pehli mulaqaat hai aa ha ha vallaah kya baat hai oh ho ho vallaah kya baat hai, kya baat hai