SONG: Virah Me Sati Ke Vyaakul Vythit Ho - विरह में सती के व्याकुल व्यथित हो

Virah Me Sati Ke Vyaakul Vythit Ho - विरह में सती के व्याकुल व्यथित हो

LYRICS:
virah me sati ke vyaakul vythit ho chale bhole shankar na jaane kaha madhur kalpna ko hirday se hatate chale bhole shankar na jaane kaha bilakhta hai nandi, bilakhta hai shringi bilakhta hai vyaakul vishdhar vichaarah kaha ja rahe ho hume chhod swaami humara nahi koi duja sahara kaise jiyenge tumhaare bina hum chale bhole shankar na jaane kaha na sudh budh hai tan me, na hai chain man me anjaan path pe badhe ja rahe hai priya ke viyug me ho baawra sa kathin dukh ke aansu peeye rahe hai girte sambhalte badhaate hue pag chale bhole shankar na jaane kaha hai tadpat rahe shiv sati bina haay virah me tan man sheen hue vikraal samay ki aandhi me shiv shankar priy vihin hue anatr ki dhadhakti jwala ko vo raag ke rang me ghol diye anuraag ke bandhan tode annat samadhi me dhiv leen hue