SONG: Vidhi Ne Dekho Virh Milan Ka Kaisa Khel Rachaya - विधि ने देखो विरहा मिलन का कैसा खेल रचाया

Vidhi Ne Dekho Virh Milan Ka Kaisa Khel Rachaya - विधि ने देखो विरहा मिलन का कैसा खेल रचाया

LYRICS:
vidhi ne dekho virha milan ka kaisa khel rachaya aathaha sagar ram katha hai aathaha sagar ram katha hai par nahi koi paya vidhi ne dekho virha milan ka kaisa khel rachaya yaad siya ko parbhu ke man me chha gayi ghor udasi rajmahal me rah kar bhi raghuvir bane vanvasi phal ka bhojan din ki saiya nind nahi nainn me uthe jiya me pid pukare siya siya siya siya siya siya siya siya hi man me siya siya hi man me vadiye hi shok me vayakul hai raghuraya katha sagar ram kata hai par nahi koi paya ram shiri ram o o oo oo ram shiri ram yaha janki jape nirantar ram nam ki mala rahi chupaye ram nirah ki gavala surye dev ki kare puja tulsi me jal dale go mata ko tilak kare hirano ke chane pale kavi chandar me ram chandar ki chab ki chhl na hoti kavi chandar me ram chandar ki chab ki chhl na hoti darsan pave ri na mit bawari ankhiya kabhi na soti kaya se chhaya bichadi kyu bharham se lakshmi maya katha sagar ram katha hai par nahi koi paya