SONG: Vidaai Ki Ghadiyon Ke, Unhen Paa Liyaa Hai - विदाई की घड़ियों के सपने सजा कर

Vidaai Ki Ghadiyon Ke, Unhen Paa Liyaa Hai - विदाई की घड़ियों के सपने सजा कर

LYRICS:
vidaayi ki ghadiyo ke sapane sajaa kar unhe paa liyaa hai unhe paa liyaa hai judaayi ke nagamo se dipak jalaa kar unhe paa liyaa hai unhe paa liyaa hai vidaayi ki ghadiyo ke sapane sajaa kar unhe paa liyaa hai unhe paa liyaa hai ashkho ke tute sitaaro se aage nazaaro se aage ashkho ke tute sitaaro se aage nazaaro se aage muhabbat ki chhoti si duniyaa basaa kar unhe paa liyaa hai unhe paa liyaa hai vidaayi ki ghadiyo ke sapane sajaa kar unhe paa liyaa hai unhe paa liyaa hai farebi bahaaro se aankhe churaakar khushiyaan bhulaa kar farebi bahaaro se aankhe churaakar khushiyaan bhulaa kar aaho ke sholo se daaman jalaa kar unhe paa liyaa hai unhe paa liyaa hai vidaayi ki ghadiyo ke sapane sajaa kar unhe paa liyaa hai unhe paa liyaa hai