SONG: Vatan Pe Jo Fida Hoga - वतन पे जो फ़िदा होगा

Vatan Pe Jo Fida Hoga - वतन पे जो फ़िदा होगा

LYRICS:
himalya ki bulandi se suno aawaj hai aayi kaha maao se de bete kaho behno se de bhai vatan pe jo fida hoga amar vo naujawan hoga vatan pe jo fida hoga amar vo naujawan hoga rahegi jab talak ye duniya ye asfana bayaa hoga vatan pe jo fida hoga amar vo naujawan hoga himalya kah raha hai is vatan ke naujawano se khada hu santh veer ban ke mai sarhad pe jamano se bhala is vaqt dekhu kon mera pasbaan hoga vatan pe jo fida hoga amar vo naujawan hoga chaman walo ki gairat ko hai saiyado ne lalkara utho har phul se kah do ke ban jaye vo angara nahi to dosto rusva humara gulistan hoga vatan pe jo fida hoga amar vo naujawan hoga humare ek padosi ne humare ghar ko luta hai humare ek padosi ne humare ghar ko luta hai bharam ek dost ki dosti ka aise tuta hai ki ab har dost pe duniya ko dusman ka guman hoga vatan pe jo fida hoga amar vo naujawan hoga sipahi dete hai aawaj matao ko behano ko hame hathiyar la do bech do apne gehno ko ki is kurabn bekuraban vatan ka har naujawan hoga vatan pe jo fida hoga amar vo naujawan hoga rahegi jab talak ye duniya ye asfana bayaa hoga vatan pe jo fida hoga amar vo naujawan hoga