SONG: Vatan Ki Raah Me Vatan Ke Naujava Shahid Ho (Slow) - वतन की राह में, वतन के नौजवाँ शहीद हो

Vatan Ki Raah Me Vatan Ke Naujava Shahid Ho (Slow) - वतन की राह में, वतन के नौजवाँ शहीद हो

LYRICS:
vatan ki raah me, vatan ke naujava shahid ho vatan ki raah me, vatan ke naujava shahid ho pukarti hai ye zamin, o aasama shahid ho pukarti hai ye zamin, o aasama shahid ho vatan ki raah me, vatan ke naujava shahid ho vatan ki laaj jisko thi ajiz apni jaan se vo naujava ja raaha hai aaj kitni shaan se is ek javan ki khak par, har ik java shahid ho vatan ki raah me vatan ke naujava shahid ho hai kaun khushnasib maa, ki jiska ye chirag hai chirag hai vo khushnasib hai kaha, ye jiske sar ka taj hai amar vo desh kyu na ho, ki tu jaha shahid ho vatan ki raah me, vatan ke naujava shahid ho shahid teri maut hi, tere watan ki zindagi tere lahu se jag uthegi, is chaman ki zindagi zindagi khilenge phul us jagah pe, tu jaha sahid ho vatan ki raah me vatan ke naujava shahid ho