SONG: Vatan Ki Raah Me Vatan Ke Naujava Shahid Ho (Fast) - वतन की राह में वतन के नौजवां शहीद हो

Vatan Ki Raah Me Vatan Ke Naujava Shahid Ho (Fast) - वतन की राह में वतन के नौजवां शहीद हो

LYRICS:
watan ki raah me watan ke naujawa shahid ho watan ki raah me watan ke naujawa shahid ho pukarte hain ye jamin o aasma shahid ho pukarte hain ye jamin o aasma shahid ho watan ki raah me watan ke naujawa shahid ho watan ki raah me watan ke naujawa shahid ho shahid teri maut hi shahid teri maut hi tere watan ki zindagi tere lahu se jaag uthegi is chaman ki zindagi tere lahu se jaag uthegi is chaman ki zindagi khilenge phul us jagah pe tu jahan shahid ho khilenge phul us jagah pe tu jahan shahid ho watan ki raah me watan ke naujawa shahid ho watan ki raah me watan ke naujawa shahid ho gulam uth watan ke dushmano se intqaam le in apne dono baajuo se khanjaro ka kaam le chaman ke vaaste chaman ke baghba shahid ho watan ki raah me watan ke naujawa shahid ho watan ki raah me watan ke naujawa shahid ho pahad tak bhi kaapne lage tere junun se tu aasma pe inqalab likh de apne khun se khun se, khun se jamin nahi tera watan hai aasma shahid ho jamin nahi tera watan hai aasma shahid ho watan ki raah me watan ke naujawa shahid ho watan ki raah me watan ke naujawa shahid ho